Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMukti (1977)
HomeMukti (1977)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha o lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha chhoti chhoti pyari pyari sundar pariyon jaisi hai chhoti chhoti pyari pyari sundar pariyon jaisi hai kisi ki nazar na lage meri munni aisi hai shehad se bhi meethi doodh se bhi gori chupke chupke chori chori chori lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha saari raina ke mathe pe chamke chaand si bindiya saari raina ke mathe pe chamke chaand si bindiya munni ke chhote chhote naino mein khele nindiya sapnon ka palna aashaaon ki dori chupke chupke chori chori chori lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha oo lalla lalla lori doodh ki katori hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm
lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha aadhi murjhaa jaati hain thodi si kaliyaan khilti hain aadhi murjhaa jaati hain thodi si kaliyaan khilti hain saari ki saari khushiyaan jeevan mein kis ko milti hain yaa toote pal naa yaa toote dori chhupke chhupke chori chori chori lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha likh leti likhwaa leti main aage kya hai gaana likh leti likhwaa leti main aage kya hai gaana lekin main kya karti tere paapa ko tha jaana mujh se bhi chhip kar tujh se bhi chori chhup ke chhup ke chori chori chori lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha jeevan khel tamaasha
ho tauba tauba pyaar mein ye ho gayi kharaabi ho tauba tauba pyaar mein ye ho gayi kharaabi achchha bhala aadmi ban gaya sharaabi samjhe are hatt main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar khamoshi zubaan ho gayi ke meri mushkil aasaan ho gayi hey main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar rakha tha seene mein jisko chhupa ke wo baat dil ki honthon pe aa ke rakha tha seene mein jisko chhupa ke wo baat dil ki honthon pe aa ke ek daastaan ban gayi to ho meri mushkil aasaan ho gayi achchha hey main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar peene se pehle ye himmat nahin thi mere liye aaj tak jo zameen thi peene se pehle ye himmat nahin thi mere liye aaj tak jo zameen thi wo aasmaan ho gayi ho meri mushkil aasaan ho gayi main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar baithi kahaan hai tu anjaan ban ke o bekhabar tu meri jaan ban ke oh kaun hai wo arey baithi kahaan hai tu anjaan ban ke o bekhabar tu meri jaan ban ke
mil jaati hai sansaar mein sansaar se mukti milti nahin mar ke bhi magar pyaar se mukti pyaar hai ek nishaan kadmon ka pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka jo musafir ke baad rehta hai bhool jate hain log sab lekin kuchh na kuchh phir bhi yaad rehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain rok leti hain raah mein yaadein jab bhi raahon se hum guzarte hain kho gaye keh kahon mein jo unko aansuon mein talash karte hain dil pe halki si chot lagti hai dard aankhon se foot behta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhahare hain kuchh bhi to kam nahin hua dekho zakhm hain phool hain bhaharen hain tum nahin ho magar tumhin tum ho sab tumhari hi yadgarein hain toot jane se toot jate hain dil ke rishte ye kaun kehta hai pyaar hai ek nishaan kadmon ka
suhani chandani raaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the tumhari reshami zulfon mein dil ke phool khilte the kahin phoolon ke mausam mein kabhi hum tum bhi milte the purani wo mulaaqaaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se kahin aisa na ho lag jaaye dil mein aag paani se badal len raasta apana ghatayen meharbaani se ke yaadon ki ye barasaten humen sone nahin deti tumhare pyaar ki baaten humen sone nahin deti suhani chandani raaten humen sone nahin deti
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lalla Lalla Lori Doodh Mukti (1977) 03:23 37408
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vidhya Sinha, Shashi Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 37408   

Lalla Lalla Lori Doodh Mukti (1977) 04:02 13803
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vidya Sinha
Duration : 04:02   Song Number : 13803   

Main Jo Chala Pee Kar Mukti (1977) 04:38 39011
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:38   Song Number : 39011   

Pyaar Hai Ek Nishaan Kadmon Ka Mukti (1977) 04:38 36467
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:38   Song Number : 36467   

Suhani Chandani Raaten Mukti (1977) 04:39 12404
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:39   Song Number : 12404